Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
friend_16 said:

Doctor Sam said:

As i said in other topics, Log buss behas karne main khushi mehsoos kartay hain... isi main time guzar jata hai ..

Aik baar meri class main ye topic chirda tha by boys side k larkiyan hijaab kion nahi letien... Aray Logo Aap pehle apni line to seedhi karo ... theek hai achi baat batao zaroor. lekin istarah nahi k attack karna shuru kar do...

Islam main achi baat batanay aor buri baat se rokne ka bhi sawaab hai, lekin aap impose nahi kar saktay.

Same problem ... humain sirf behas karni hai .. baat nahi sunni na samajhni hai ...



Behna.. what do u think aap k answers ka koi theek jawab day ga... ? bohat mushkil hai, aik useless discussion start ho jaye gi...



we come here to discuss different matters not to "argue" .. if someone is asking a question it doesn't means that he/she wants to argue.. as i said before as well that its a human right to know. let people clear their minds .. and if u think they are arguying simply don't reply...


F 16 JEE... mujhe lagta hai main ne apni baat theek lafzon main nahi kahi hai ...
Main ne kabhi bhi doosron ko FREEDOM OF EXPRESSION pe kisi qism ka aietraaz karne ki jurrat nahi ki ... Kion k mere khayal main ye munasib nahi hai ..

Main ne apni post ki wazahat bazi bhai aor behna k replies main kar di hai, aap bhi dekh lijye ...

mere observation main baar baar ye e aaya hai k aisay controversial topics AT THE END aik useless behas par khatam hotay hain,

Aor bilkul aakhri baat, aap ne jis post ko quote kiya hai, wo to main ne behna ko likha tha ...

I m leaving the discussion with the hope k iska positive rslt aaye ...
Posted 17 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Aasera said:

Sami Doci, upar wali post main mainay apnay topic bananay ka maqsid likh diya hay

+ yah bat sirf forums kay liyay nahin kahi balkay real life main bi aisa hi hota hay
mairi aksar logon kay sath bahs hoti hay about it, coz
yahan aisa hi kartay hain log, aap ko kisi bi bat par tok daingay, and jab unko ahsaas dilao kay, AAP BI TO KUCH AISA KARTAY HO JO BILKUL ISLAMI NAHIN HAY, ya KUCH ISLAMI FARZ HAY JO AAP KO KARNA CHAHIYAY BUT AAP NAHIN KARTAY to answer milta hay, mujhe nahin pata tha ya phir yah k ham farishtay to nahin hain
jaisay kay dusra shaks farishta ho

and jaisa aap nay kaha kay achi bat hay kisi ko bura kam karnay say rokna, ya phir kuch achi info daina, to yes hay,
but aisi info usi insan say sun kar asar karti hay jo khud bi aisi baton par amal karta ho.





Ths wt i was trying to say.. Yaqeenan aisa ho raha hai ..Kuch logon ko doosron ko toknay ka kuch zyada shoq hota hai, aor wo khud ko dekhay baghair doosron ko achi baatain zabardasti batanay k mission pe lagay hotay hain..

BUT there is a point... Dekho agar aap ko koi achi baat bata raha hai, to aap ye kion socho gay k wo khud amal karta hai ya nahi..? Usko ZAROOR amal karna chahiye. Lekin agar wo nahi bhi kar raha lekin aapko kuch acha bata raha hai to kya hamain maan nahi lena chahiye ? what do u think ?

Aor behna, jese main ne bazi bhai k post k reply main likha hai, main ne forum pe aor real life dono main aisay topics par ye e dekha hai k aik behas s shuru ho jati hai, dono taraf k log doosri party ko blame karne lagtay hain ... aor positive reslts nahi aatay ..
Posted 17 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Bazigaar said:

Doctor Sam said:


Behna.. what do u think aap k answers ka koi theek jawab day ga... ? bohat mushkil hai, aik useless discussion start ho jaye gi...



...and u think u r the only one who will seriously reply to the topic


Aray bazi bhai ... i dont think I m the only One... Not At all.. Infact, it was my observation , i have seen many serious topics which end up gaining nothing.. Jese ye topic main baat Men k sr cover karne ki ho rahi hai, to usually aisa hota hai k boys girls ko blame karne lagtay hain k wo parda nahi kartien, pehle khud ko theek karain etc etc.. aor girls boys ko.. aor aakhir kaar, Ye sab aik BEHAS ban jati hai ... aor iska faeda koi nahi hota ....

So aap ye samajh lain k main ne itne saray sentences ko 3 4 sentences main khatam karne ki koshish ki thi ..
Posted 17 Sep 2007

Topic: Oper Wala

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Aray Ashi.. fatwa kon laga raha hai...? Fatwa dena bohat bardi baat hoti hai.. Mere khayal main to its Just a SHARING... Main ne yahan isliye reply kiya kion k main ne ye parha hai..

k Allah ko ALLAH hi kehna chahiye.. Khuda farsi zubaan ka lafz hai .. aor aap ne notice kiya hoga k Khuda aksar poetry main ya wese aor meanings k liye bhi use karte hain.. to jab Hamain Allah kehne main problem koi nahi hai aor phir ALLAH kehne se hamain nekiyan mil rahi hain to y dont we stop saying other words which are somewhat controversial.. aor agar aap k khayal main doosre words controversial nahi bhi hain, Tab bhi Allah ko Allah kehne main koi problem nahi hai.


Baazi bhai... aap theek kehte hain.. questions poocha bohat achi baat hai, knowledge barhta hai, observation achi hoti hai aor phir jab tak aapko satisfaction na ho , wo kaam karne ka maza nahi aata..
Lekin.. Her cheez her baat ka answer nahi mil sakta, her point ki logic nahi mil sakti.. kuch baatain qs ans aor logics se be-niaz hoti hain... Kya khayal hai aapka ...?

aor F 16. bay-shak niyyat count karti hai. lekin ACTIONS bhi count karte hain .. mujhe sirf ye samajh nahi a rahi thi k Allah kehne main kya problem hai ..?

Otherwise.. zabardasti to nahi ki ja sakti na kisi pe. Har banda apnay aamaal ka khud zimmaydaar hai.. par aik baat main ne pehle bhi kahi thi .. AMAR BILMAAROF AOR NAHI ANILMUNKIR..

and last thing.. agar aap istarah HAR baat ki logic aor answers dhoondne lagain gay to zindagi bohat mushkil ho jaye gi ...


Posted 16 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
As i said in other topics, Log buss behas karne main khushi mehsoos kartay hain... isi main time guzar jata hai ..

Aik baar meri class main ye topic chirda tha by boys side k larkiyan hijaab kion nahi letien... Aray Logo Aap pehle apni line to seedhi karo ... theek hai achi baat batao zaroor. lekin istarah nahi k attack karna shuru kar do...

Islam main achi baat batanay aor buri baat se rokne ka bhi sawaab hai, lekin aap impose nahi kar saktay.

Same problem ... humain sirf behas karni hai .. baat nahi sunni na samajhni hai ...



Behna.. what do u think aap k answers ka koi theek jawab day ga... ? bohat mushkil hai, aik useless discussion start ho jaye gi...
Posted 14 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
koi na koi Step hum main se e kisi ko lena hai ...
Posted 14 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
u keep on posting... i ll be checking ur topics Insha Allah ...
Posted 14 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Aajkal Roza sirf ye reh gya hai k aap kuch khaien aor piyain nahi, Buss.. ye aapka roza hai..

baqi u keep on abusing people
backbiting
etc etc..

No patience we learn , no consistency we learn.. We are just hangray and thirsty , Fasting has got some other things also ...
Posted 14 Sep 2007

Topic: Oper Wala

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I agree to u MAY BE.. ye choti choti baatain bohat imp hoti hain...
Posted 14 Sep 2007

Topic: Oper Wala

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I feel v sorry for one thing... Hamara sab se bara masla ye hai k .. Agar aap kisi k sath koi achi baat share karo..( jesa k Hukm hai, Hadees-e-Mubarka ka mafhoom hai, K musalmaan ummat sab se behter hai,ye log neki ka batatay hain aor buray kaaam se roktay hain i.e AMAR BILMAROOF NAHI ANIL MUNKAR) ..

To agar aap kisi ko koi achi baat batao jisko mannay main koi nuqsan nahi hai , ya kisi buri baat se roko jis ko chord dene se bhi koi khaas masla nahi ho raha, Tab bhi log bajaye baat mannay k sawalaat shuru kar dete hain, ye kese hai, ye kya hai ... etc etc.. most of them are useless questions.

Agar kisi ko koi baat nahi manni to na maanay but we should not start ARGUING.

Agar aap log OOPER WALA nahi kahain gay to kya masla hoga aap k sath... is baat pe bhi behas its really tragic ...

Achi baat maan leni chahiye..

Posted 14 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Yaar. ye log almost poori normal life guzaar saktay hain... but i said na , Its US, its OUR SOCIETY jo kaam kharab karti hai...

I remember, when i was younger, aik shadi pe ye log dance kar rahay thay, people were enjoying, laughing and i was badly upset.

I think, most of them will prefer a normal respected life if they are offered.. Lekin offer kon karta hai ...?

Posted 13 Sep 2007

Topic: Oper Wala

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I have seen people , in dramas ...
Posted 13 Sep 2007

Topic: Oper Wala

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I dont know. Hamain Allah Ta'ala ko ALLAH kehte huye kya hota hai, jo hum GOD, OOPER WALA aisay words use kartay hain..

"ALLAH" ALLAH ka zaati naam hai, aor doosri baat ye Quran-e-Pak main bhi aaya hai so jab bhi koi Allah kehta hai to usay Quran ka lafz bolne k hisaab se nekiyan bhi milti hain..

V GOOD TOPICS MAY BE... IT IS UR TOPICS WHICH BRINGS ME HERE ...    
Posted 13 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Aasera said:

shahrukh khan said:

*islam main tu aisey log exist nahi kartey...



hain?
to kia yah log jismani tor par diff nahin hotay?


i saw ur name Aasera, which brought me here and then this topic.

Exist na karnay ka kya matlab hai ..? Allah ne banaya hai un logon ko .. aor Yaqeenan Islami Taleemaat main aisay logon k liye bhi Kuch baatain hongi... Lekin hum log nahi jantay aor na hum ne kabhi jannay ki koshish ki hogi (aaj se pehle) ...

Ye hamari society ka almiya hai k hum log In LOGON ko respect nahi de saktay, hum inko nachtay gatay e dekhte hain, hum ne kabhi nahi socha Unki education, job aor aik respected life k baaray main... Ye MOASHRAY Ki ghalti hai..

Wo khud se to aisay nahi banay, they deserve a better and respected life like all of us Unless they are interested in those bad things ..

Posted 12 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I was very surprised to c No posts in this topic... Although it Is a v Important and Informative topic... which made me reply here ...

JAZAK ALLAH MayBe... u have pointed a v crucial and critical thing ... Yes, we indeed keep saying many such KALMAAT which comes under KUFR and we even dont realize what we have said ....

U have listed some very common Sentences spoken by people in highly irritative tones ...

I would like to Thank U MayBe for making me realise and i ll be more conscious and careful .... Thanks a Lot and JAZAK ALLAH...

Posted 10 Sep 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye masla sirf insaanon ko e ho sakta hai behna jee ...

sochne se bohat c baatain pata chal jati hain... kabhi kabhi nahi chaltien... aor kabhi kuch yaad karna, zindagi k liye REFRESHMENT hoti hai...

abhi hum chalain ....
Posted 29 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Hum...

kya bataien kya kar rahay hain...

Tera Mera Rishta Purana.....

karne ko bohat kuch hai shayad ya shayad kuch bhi nahi.. Zindagi SHAYAD k sath jurd gai hai aajkal ... aor hum is SHAYAD ko hatanay k chakkar main hain...

Yaad karte hain... kuch logon ko.. kuch baatton ko... kuch lamhon ko...

aor... pata nahi ....
Posted 29 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 29 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye baat hum bhi poochte hain ....
Posted 29 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kuch na kaho
kuch bhi na kaho .....
Posted 29 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan



Wish U a Very Happy Birthday full of Happiness and sweet surprises. May each day after this birthday be as happy as it...




" Tumharay shehr ki galiyon main sail-e-rang bakhair
tumharay naqsh-e-qadam phool phool khilte rahain
wo raahguzar jahan tum lamha bhar thehr k chalo
wahan pe anr jhukain, aasman milte rahain "




Dair aaye Darust Aaaye k tehat hum Dair se e aaye hain...
Posted 18 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nikamma bhai bhaag gaye...
Posted 15 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
"abhi kya kahain , abhi kya sunain"

Kis kis baat ka dukh manaien. aor kis baat ko janay dain... samajhna mushkil hai...
Posted 15 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap kis DEKHA ki baat kar rahay hain, main ne to bohat kuch dekha hai...
Posted 09 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aaj k liye buss itna hi.. baqi phir sahi. Insha ALLAH...
Posted 09 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


Posted 09 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
AADAAB ARZ HAI....

qv ne baja farmaya. Mohsin Naqvi mere most Favourites main aatay hain... his poetry is awesome.. aik aik lafz... aise poets bohat kamm hain...




Posted 09 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
QUEEN VICTORIA said:

Doctor Sam said:

khan sahab ki to buss kya e baat hai... Hum Un k FAN hain...



chalo ji shah kay 5 kg weight barh jan ahai ab


wsy shah dr sb nay asli SRK ki baat ki hai dil par mat laina


Asli wala kon hai...
Posted 09 Jul 2007

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
QUEEN VICTORIA said:

Doctor Sam said:

POSTING qv k liye...



shukria


My Pleasure jee
Posted 09 Jul 2007

Topic: aaye meharban

Doctor Sam

Age: 125
7317 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nikama said:

jahan bhi raho khush raho



same to U nikamma bhai...
Posted 09 Jul 2007